Breaking News
Loading...
Tuesday 22 October 2013

Buhat khamosh reh kr jo

Buhat khamosh reh kr jo
sadayein mujh ko daita tha

baray sundar se jazbon ki
wafain mujh ko daita tha

kabhi jo dard ki aatish mujhe
sulganay lagty thee

woh apnay saans ki
mehki hawaayein mujh ko daita tha

usay main ajnabi samjha
magar har mor par 'Mohsin'

Woh apnay naam ki saari
duaein mujh ko daita tha.

0 comments :

Post a Comment

Back To Top