Breaking News
Loading...

English Poetry

Urdu Ghazal

Random Post

Recent Post

Showing posts with label Urdu Ghazal. Show all posts
Showing posts with label Urdu Ghazal. Show all posts
Friday 22 August 2014
no image

..Wo Kidhar Gaye..??

Teri Yaad Thi Tera Dard Tha,

Main Jahan Rahi Main Jidhar Gaye.
.
Mera Din To Yon hi Guzar Gaya,

Jab Sham Hui Main Bikhar Gayi.
.
Is Abar Ka Mery Yaar Se
Kitna Milta Julta Mizaj Hai,

Kabhi Toot K Baras Gaya,
Kabhi Bay-Rukhi Se Guzar Gaya.
.
Jab Chor Doon Ge Main Wo Gali,
Usy Yaad Aaye Gi Tab Meri,
.
Jab Logon Se Wo Puchy Ga,
To Khabar Mily Gi Main Marr Gaye.
.
Aaj Tang Hai Wo Mery Naam Se,
Magar Dekhna Mery Dosto,
.
Wo Tumhi Ko Rook K Puchay Ga,
..Wo Kidhar Gaye..??
..Wo Kidhar Gaye..? 

Photo: Teri Yaad Thi Tera Dard Tha,

Main Jahan Rahi Main Jidhar Gaye.
.
Mera Din To Yon hi Guzar Gaya,

Jab Sham Hui Main Bikhar Gayi.
.
Is Abar Ka Mery Yaar Se
Kitna Milta Julta Mizaj Hai,

Kabhi Toot K Baras Gaya,
Kabhi Bay-Rukhi Se Guzar Gaya.
.
Jab Chor Doon Ge Main Wo Gali,
Usy Yaad Aaye Gi Tab Meri,
.
Jab Logon Se Wo Puchy Ga,
To Khabar Mily Gi Main Marr Gaye.
.
Aaj Tang Hai Wo Mery Naam Se,
Magar Dekhna Mery Dosto,
.
Wo Tumhi Ko Rook K Puchay Ga,
..Wo Kidhar Gaye..??
..Wo Kidhar Gaye..?  :(
INNocent
Friday 20 June 2014
Geo larkiyon

Geo larkiyon

"Larkiyon k darr bhi ajeeb hain
Akeli hon to sunsaan raahon ka darr
Bheer hon to logon ka darr
Hawa chale to dupatta urnay ka darr
Koi dekhe to us ki aankhon se darr
Bachpan ho to maa baap ka darr
Jawaan ho to bhaiiyon ka darr
Raah me dhoop ho to chehra murjhanay ka darr
Woh darti hain aur tab tak darti hen jab tak inhe koi jeewan saathi nahi mil jata
.
.
.
Aur yeh woh shakhs hy
"JIS SE WOH SARA BADLA LETI HEIN!
Geo larkiy0n 
Thursday 7 November 2013
Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Aye Thay Un Ko Dhondnay, Khud Se Be'khabar Gaye.. 
Sunday 27 October 2013
Bharkayen meri pias ko aksar teri aankhain

Bharkayen meri pias ko aksar teri aankhain

Bharkayen meri pias ko aksar teri aankhain
Sehra mera chehra he samander teri aankhain

Phir bhala kon daad e tabassum unhein de ga
Rooyen gi buhat mujh se bicher ker teri aankhain

Bojhal nazar aati hein bazahir mujhe laikin
Khulti hein buhat dil mein utar ker teri aankhain

Ab tak meri yadoon se mitaye nahi mit’ta
Bheegi hui sham ka manzar, teri aankhain

Mumkin ho to ik taza ghazal aur bhi keh loon
Phir aurrh na lein khuab ki chader teri aankhain

Yun dekhtey rehna usay achaa nahi Mohsin
Woh kaanch ka paiker hey to pather teri aankhain
Wednesday 25 September 2013
Jäb Yääd--Mujhay Kär  K Röyä Kärö Gy Tüm.

Jäb Yääd--Mujhay Kär K Röyä Kärö Gy Tüm.

("*GHAZAL*")
Jäb Yääd--Mujhay Kär  K Röyä Kärö Gy Tüm.
Nä Néènd Aäyè Gi Nä Söyä Kärö Gy Tüm.
Us Wäqt Méri Yääd Tümhäiñ Böhät Sätäyè Gi.
Jäb Kisi Sé Aäñkh Miläyä Kärö Gy Tüm.
Tärpäy "DIL" Or Aäh B Nä Niklè Zäbäñ Sè.
Chüp Chäp Aänsöün kö Bähäyä Kärö Gy Tüm.
 !Suno!"Zindagi Apni Hans K Basar Karna.

!Suno!"Zindagi Apni Hans K Basar Karna.

         !Suno!
"Zindagi apni hans k basar krna.
"Nafraton k rasty par na safar krna.
        !Suno!
"Wafa na ho to muhbbat adhori hay.
"Mohbbat k safar me wafa ki fikar krna.
         !Suno!
"Zamana jitna bhi ho humdard tumhara.
"Zamany ko na shareek'e'safar krna.
         !Suno!
"Mohbbat har kisi ka muqadar nahi hoti.
"Mile jo mohbbat to is ki QADDAR KARNA..
Saturday 14 September 2013
"'GHAZAL'"Her Janib Smandar HyKinara Q Nahi Milta,

"'GHAZAL'"Her Janib Smandar HyKinara Q Nahi Milta,

"'GHAZAL'"
Her Janib Smandar Hy
Kinara Q Nahi Milta,
Mere Dil Ye Bata Mujh Ko Sahara Q Nahi Milta.
Mujhe is Shehr Main Din Bhar Hazaron Log Milty Hain,
Jisay Main Dhoondane Nikla Hon
Wo Pyara Q Nahi Milta.
Jisy Chaha
Jisy Dekha
Jisy Socha
jisy Likha
Mere Mola !!
Mera Us Se Sitara Q Nahi milta...
Monday 9 September 2013
Ghazal......."Tum" Jo HoteTo Mujhe""Kitna SaharaHota"",

Ghazal......."Tum" Jo HoteTo Mujhe""Kitna SaharaHota"",

      Ghazal
......."Tum" Jo Hote
To Mujhe
""Kitna Sahara
Hota"",
Main Ne
""Auro'n"" Ko
Na Dukh Mein
Pukara Hota,
Jitni Shiddat Se
Waabasta Tha
Main ""Tujh Se"",
Kis Tarah
Mera
""Tere Baghair
Guzara Hota"".
Mujh Ko
Yeh Soch Hi
Kaafi Hai
""Jalane""
Ke Liye,
Main Na Hota
To
Koi Aur
""Tumhara Hota"".
Aur
Hum Baith Ke
Khamoshi Se
"""Roey""" Jaate,
"Shaam" Hoti,
"Teri Yaad" Hoti
Aur
Kisi Dariya Ka
""Kinara"" Hota
Hontoon se kabhi hont mila kar dekho,

Hontoon se kabhi hont mila kar dekho,

Hontoon se kabhi hont mila kar dekho,
Mujh ko apney nazdik kabhi bula kar dekho,
Mein ne suna ha  lazzat-e-lab chomnay se nasha charta ha,
Aao phir kisi shab mujhy ye jaam pila kar dekho,
Kitni muztarib har raat guzarti ha tum kia jano,
Kabhi jismo mein lagi aag hontoon se jala kar dekho,
Pyaas bhi bhuj jaey gi arman bhi sabi hongey porey,
Bus ek raat mujhey apny paas sula kar dekho,
Hontoon se kabhi hoont mila kar dekho..
Back To Top