Breaking News
Loading...

English Poetry

Urdu Ghazal

Random Post

Recent Post

Showing posts with label Urdu Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Sad Poetry. Show all posts
Thursday 7 November 2013
Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Jalwoon Ne Ahl-e-Hosh Ko Kaisay Shikast-e-Fash Di..

Aye Thay Un Ko Dhondnay, Khud Se Be'khabar Gaye.. 
Wednesday 23 October 2013
Uthaani Hain Jo Nafrat Ki Utha Diwar Bismillah..!

Uthaani Hain Jo Nafrat Ki Utha Diwar Bismillah..!

Uthaani Hain Jo Nafrat Ki Utha Diwar Bismillah..!
Meri Sachi Mohabbat Se Tu Kar Inkar Bismillah..!

Kaha Usne Meri Khatir Yeh Koh-E-Ghum Uthao Gy.?
Jawab'n Hum Bhi Bol Uthy Mere Dildar Bismillah..!

Jahan Ko Chorh Kar Hum Jab Tery Kochy Mein Aa Bethy
To Phr Sang-E-Molamt Se Q Inkar Bismillah..!

Pujari Zar K Ho To Hath Mein Sach Ka Aalam Q Hy.?
Agr Mansoor Ho To Phir Ye Sang-O-Dar Bismillah..!

Humen To Ahid-E-Ulfat Ko Qiyamat Tak Nibhana Hy.!
Wo Rehta Hy Agr Hum Se Rahe Bezar Bismillah.

Kaha Usne Mujhe"MOHSIN" Sar Tera Qalam Kar Dn.
Mo'Adb Ho K Keh Betha Mere Sarkar Bismillah....!!!
Tuesday 22 October 2013
Buhat khamosh reh kr jo

Buhat khamosh reh kr jo

Buhat khamosh reh kr jo
sadayein mujh ko daita tha

baray sundar se jazbon ki
wafain mujh ko daita tha

kabhi jo dard ki aatish mujhe
sulganay lagty thee

woh apnay saans ki
mehki hawaayein mujh ko daita tha

usay main ajnabi samjha
magar har mor par 'Mohsin'

Woh apnay naam ki saari
duaein mujh ko daita tha.
Wednesday 2 October 2013
*"Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

*"Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

*"Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

" Thoray Say Maan Tootay Hain,

" Thoray Say Khuwab Bikhray Hain,

" Thoray Say Log Bichray Hain,

" Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

" Thori Si Neendain Urr Gai Hain,

" Thori Si Khushiyan Chin Gai Hain,

" Thora Sa Chain Ganwaya Hai,

" Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

" Apna Aap Ganwaya Hai,

" Aankhon Ko Barasna Sikhaya Hai,

" Mohabbaton Ka Silaa Paya Hai,

" Hua To Kuch Bhi Nahi Bas,

" BUS KCH  APNO Ne RULAYA Hai.
     4u<3

Wednesday 25 September 2013
Jäb Yääd--Mujhay Kär  K Röyä Kärö Gy Tüm.

Jäb Yääd--Mujhay Kär K Röyä Kärö Gy Tüm.

("*GHAZAL*")
Jäb Yääd--Mujhay Kär  K Röyä Kärö Gy Tüm.
Nä Néènd Aäyè Gi Nä Söyä Kärö Gy Tüm.
Us Wäqt Méri Yääd Tümhäiñ Böhät Sätäyè Gi.
Jäb Kisi Sé Aäñkh Miläyä Kärö Gy Tüm.
Tärpäy "DIL" Or Aäh B Nä Niklè Zäbäñ Sè.
Chüp Chäp Aänsöün kö Bähäyä Kärö Gy Tüm.
 !Suno!"Zindagi Apni Hans K Basar Karna.

!Suno!"Zindagi Apni Hans K Basar Karna.

         !Suno!
"Zindagi apni hans k basar krna.
"Nafraton k rasty par na safar krna.
        !Suno!
"Wafa na ho to muhbbat adhori hay.
"Mohbbat k safar me wafa ki fikar krna.
         !Suno!
"Zamana jitna bhi ho humdard tumhara.
"Zamany ko na shareek'e'safar krna.
         !Suno!
"Mohbbat har kisi ka muqadar nahi hoti.
"Mile jo mohbbat to is ki QADDAR KARNA..
Reza e Kaanch Ki Soorat Me Bikhar Jata Hon,

Reza e Kaanch Ki Soorat Me Bikhar Jata Hon,

(GHAZAL )
Reza e kaanch ki soorat me Bikhar jata hon,
Me uski yaad me Jab Had se guzar jata hon..
Ab gurezan hy wo milne se
Jo kehta tha kbhi
"Tum se milte hi me kuch or nikhar jata hon"
Roz khata hon usko yaad na karne ki qasam,
Roz wadon se me apne hi mukar jata hon..
Mjhko tamasha bana dia hy mohabbat ny,
Log kasty hein aawazein
Me jidhar jata hon..
Har mor pe khaya hy
Mohabbat ka dhoka
Ab koi pyar se bulata hy To Darr jata hon..
Monday 16 September 2013
~Mujhe Apney Zabt Pey Naaz Tha, Sar-E-Bazam Raat Yeh Kya Hua~

~Mujhe Apney Zabt Pey Naaz Tha, Sar-E-Bazam Raat Yeh Kya Hua~

~Mujhe Apney Zabt Pey Naaz Tha, Sar-E-Bazam Raat Yeh Kya Hua~
~Meri Aankh Keyse Chalakh Pari, Mujhe Ranj Hai Yeh Boora Hua~

~Meri Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Naya nahi~
~Kabhi Roshni Kabhi Tergi, Na Jala Hua Na Bujha Hua~

~Mujhe Aap Kyoun Na Samjh Sakey, Ye Apney Dil Sey Hi Pocheye~
~Meri Dastan-E-Hayyat Ka, Hai Warq Warq Khula Hua~

~Abhi Abhi Mery Pass Sey, Jo Nazar Bacha Key Guzar Gaye~
~Ye Mery Seher Key Log Han, Mery Ghar Sey Ghar Mila Hua~

~Mujhe Jo Bhi Dushman-E-Jaan Mila,Wohi Pukhta Kar-E-Jafa Mila~
~Na Kisi Ki Chot Ghalat Pary, Na Kisi Ka War bekaar Hua~

~Mujhe Ham Safar Bhi Mila Koi, Tu Mery Tarha Hi Luta Hua~
~Kabhi Manziloon Se Hata Hua, Kabhi Qafiloon Sey Luta Hua~

~Mujhe Ik Gali Men Para Hua, Kisi Bad Naseeb Ka Khath Mila~
~Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hua, Kaheen Ansoon Sey Mita Hua~

~Hame To Ye Bhi Haq Nahi, Ke Shareq Bazam Khuloos Hon~
~Na Cheray Pey Apney Naqab Hai, Na Kuch Asteen Men Chupha Hua~

~Hameen Apny Gharh Sey Chaly Huve, Sar Rah Umer Guzar Gaye~
~Na Safar Ka Haq Ada Hua, Na Justajo Ka Sila Mila~..
Sunday 15 September 2013
Tang Aa Chuke Hain Kashmakash-E-Zindgi Se Hum,

Tang Aa Chuke Hain Kashmakash-E-Zindgi Se Hum,

Tang Aa Chuke Hain Kashmakash-E-Zindgi Se Hum,
Thukra Na Dein Jahan Ko Kahin Be-Dili Se Hum.

Mayosi-E-Maal-E-Mohabat Na Pochiye,
Apno Se Pesh Aye Hain Begangi Se Hum.

Lo Aaj Hum Ne Tor Dia Rishta-E-Umid,
Lo Ab Kabhi Gila Na Karen Ge Kisi Se Hum.

Ubhren Ge Ek Baar Abhi Dil K Walwale,
Jo Dab Gaye Hain Baar-E-Gham-E-Zindgi Se Hum.

Gar Zindagi Me Mil Gaye Phir ItifaaQ Se,
Pochen Ge Apna Haal Teri Bebasi Hum.

ALLAH Re Fareb-E-Maslihat K Aaj Tak,
Dunya K Zulam Sehte Rahe Khamoshi Se Hum.

Hum Gham-Zadaa Hain Layen Kahan Se Khushi K Geet,
Dein Ge Wohi Jo Payen Ge Is Zindagi Se Hum.
Saturday 14 September 2013
Her Zulm Tera Yaad Hai Bhula To Nahi Hun...

Her Zulm Tera Yaad Hai Bhula To Nahi Hun...


Her Zulm Tera Yaad Hai Bhula To Nahi Hun...

Ae Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hun...

Sahil Pay Kharay Ho Tumhain Kya Ghum Chalay Jana...
Main Doob Raha Hun Abhi Dooba To Nahi Hun...

Chup Chap Sahi Maslehatan Waqt K Hathon...
Majboor Sahi Waqt Say Hara To Nahi Hun...

Muztar Mujhay Kiun Daikhta Rehta Hai Zamana...
Deewana Sahi Unka Tamasha To Nahi Hun...
"Raah-e-wafa Mein Paida Dushwariyan Na Kar,

"Raah-e-wafa Mein Paida Dushwariyan Na Kar,


"Raah-e-wafa Mein Paida Dushwariyan Na Kar,
"Chahat Nahi To Hum Se Adakariyaan Na Kar,
"Lafzoon Se Khelne Ki Zarorat Nahi Tujhe,
"Saada Dilon K Sath Ye Fankariyaan Na Kar,
"Jin Se Nahi Mohabbat Unhain Munh Bhi Mat Laga,
"Be-Waja Har Dukaan Se Kharidariyaan Na Kar,
"Tu shakl e gul ha koi amr bail to nahi,
"Wabasta hr shajar se wafadarian na Kar,
"Iss Shugal-e-Be'Jawaaz Se Kya Faaida Tujhe,
"Dil Mat Dukha Kisi KA Dil Azariyaan Na Kar. . . . . .  .
Monday 9 September 2013
Ghazal......."Tum" Jo HoteTo Mujhe""Kitna SaharaHota"",

Ghazal......."Tum" Jo HoteTo Mujhe""Kitna SaharaHota"",

      Ghazal
......."Tum" Jo Hote
To Mujhe
""Kitna Sahara
Hota"",
Main Ne
""Auro'n"" Ko
Na Dukh Mein
Pukara Hota,
Jitni Shiddat Se
Waabasta Tha
Main ""Tujh Se"",
Kis Tarah
Mera
""Tere Baghair
Guzara Hota"".
Mujh Ko
Yeh Soch Hi
Kaafi Hai
""Jalane""
Ke Liye,
Main Na Hota
To
Koi Aur
""Tumhara Hota"".
Aur
Hum Baith Ke
Khamoshi Se
"""Roey""" Jaate,
"Shaam" Hoti,
"Teri Yaad" Hoti
Aur
Kisi Dariya Ka
""Kinara"" Hota
Back To Top